Rab Ka Shukrana Official V/A with Lyrics
Rab Ka Shukrana song lyrics by Sayeed Quadri which is released on Sony Music and the sung/voiced by Mohit Chauhan. The songs features Emraan Hashmi, Esha Gupta and it's music given by Pritam Chakraborty.
To get more updates from us please follow us on insta, twitter or facebook
Tu hai ab jo baho mein karar hai Rab ka shukrana Saanso mein hai nasha khumar hai Rab ka shukrana Tu bhi ab mera deen hai imaan hai Rab ka shukrana Mera kalma hai tu aajan hai Rab ka shukrana Rab ka shukrana Tu mila toh sab mila Ab kisi se kya gila Tujhme simtu aa mai bikhru Teri baho mein Tu mila to sab mila Ab kisi se kya gila Tujhme simtu aa mai bikharu Teri baho mein fanah ho jau mai Tuhi ab duniya meri jahan hai Rab ka shukrana Khawabo ko khayalo ki udan hai Rab ka shukrana Tu bhi ab mera deen hai imaan hai Rab ka shukrana Mera kalma hai tu ajaan hai Rab ka shukrana Sabse ho jau pare jo ishara tu kare Ab toh rehna hai tujhi mei Gumsuda hu mai Sabse ho jau pare jo ishara tu kare Ab toh rehna hai tujhi mein Gumsuda hu mai o teri baho mein Zazbo ka ab toh naya bayan hai Rab ka shukrana Naya rutba nayi shaan hai Rab ka shukrana Tu bhi ab mera deen hai imaan hai Rab ka shukrana Mera kalma hai tu ajaan hai Rab ka shukrana Rab ka shukrana Rab ka shukrana
- Song : Rab Ka Shukrana
Singer : Mohit Chauhan
Writer : Sayeed Quadri
Music : Pritam Chakraborty
Artist : Emraan Hashmi, Esha Gupta
Movie: Jannat 2
Label : Sony Music
Date : 30 March 2012