Tum Se Milne Ki Tamanna Hain Official V/A with Lyrics


Tum Se Milne Ki Tamanna Hain song lyrics by Sameer which is released on Venus Records & Tapes and the sung/voiced by S. P. Balasubramaniam. The songs features Salman Khan, Laxmikant Berde and it's music given by Nadeem Shravan.

To get more updates from us please follow us on insta, twitter or facebook

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai jaanam

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai jaanam
Jo kabhi ham mile
Toh zamana dekhega apna pyar

O mere yaar
O mere yaar

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai jaanam
Jo kabhi ham mile
Toh zamana dekhega apna pyar

O mere yaar
O mere yaar

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai jaanam

Main shayar nahi deewana nahi
Main aashiq nahi parwana nahi
Main shayar nahi deewana nahi
Main aashiq nahi parwana nahi

Mili jabse nazar tab se jaan-e-jigar
Mili jabse nazar tab se jaan-e-jigar
Main ho gaya deewana
Main ho gaya deewana
Ab jaane kya hoga jaan-e-jaana

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai jaanam

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai jaanam

Kya pata phir kahan kab mulaqaat ho
Wo haseena se phir dil ki baat ho
Kya pata phir kahan kab mulaqaat ho
Wo haseena se phir dil ki baat ho

Uske jaisi hansi maine dekhi nahi
Uske jaisi hansi maine dekhi nahi
Rokega kya zamana
Maine dil mein hai thana
Mujhko use hai abhi apna banana

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai jaanam

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai jaanam
Jo kabhi ham mile
Toh zamana dekhega apna pyar

O mere yaar
O mere yaar

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek vaada hai jaanam
  • Song : Tum Se Milne Ki Tamanna Hain
    Singer : S. P. Balasubramaniam
    Writer : Sameer
    Music : Nadeem Shravan
    Artist : Salman Khan, Laxmikant Berde
    Movie: Saajan
    Label : Venus Records & Tapes
    Date : 20 June 1993

You Might Like